Wo galiyan yaad ati hain jahan humara bachpan guzra karta tha Jo bhi simit kamayi thi Pitaji ki usmein hi unginnat khusiyan dhund lete the Haan koi kaami nahi rakhi maa-pitaji ne, soch kar baar baar dil gud-gud hojata hai, kaise itni kum tankhwa main sari khusi humein samet ke dete the Yaad ati hai Read More...
Maa meri pyaari Maa.. Teri parchayi hun main maa, tumhi so to ayi main maa Jab koi sahara na mila tumne hi humesha umeed ki deep dikhayi hai maa Mere lalan palan main kaami naa aye, tu humesha tapati rahi hai maa Pyaar jitna bhi lutau tujh pe, teri mamta se kum hai maa Read More...