Bachpan se life me bhut se utaar chadhaw aaye Aur unhi utaar chadhaw me Zindagi ke kuch aise pal aaye jo meri puri zindagi ko badal kar rakh diye ya yu kahu ki meri puri duniya hi badal gai. Mai apni lafe ko leke bhut happy tha satisfied tha un dino mai apne liye kuch naya talash kar rha tha.tabhi meri lfie me koi aaya pehli bar mujhe kisi ne nind se jagaya aur life ko ek nai disha di vo koi aur nhi ye wahi ladki hai jo mere sapno me hamesha aaaya karti thi aur aaj jab vo achanak mere samne aa gai hai to mai usse kuch keh nhi paa rha hu maano aisa lag rha tha ki mai abhi bhi sapna hi dekh rha hu Aur ye koi aur nhi ye mere sapno ki YATRA thi.
Jane anjane hi sahi par usne meri life ko ek disha dene me meri help to kari hi aur life ke un chote bade rukawaton ko bhi dur karne me meri madar bhi ki. Mujhe uska naam nhi pta par meri life ek nai disha dene me aur mera hamesha sath dene me meri help ki.... isliye wastav me Yhi mere jivan ki YTRA hai aur Yhi mere Zindagi bhi.....
Zindagi me sabkuch posbile hota hai jab aap kuch naya karne ki sochte ho aur aage badhne ke bare me sochte ho par aisa karne me apko bhut sari dikaton ka samna bhi karna padta hai par agar ap kabhi zindagi me harne ke bare me na socho to apko koi bhi hara nhi sakta hai kyuki zindagi me agar apko kuch karna hai kuch aage badhne hai to apko kuch se hamesha koshish karte rehna hai zab tak ap usko paa na lo.
Yatra... mere life me sirf ek badlao ki kadi hi nhi balki vo to ek disha bankar mere life me aai. hamare sath har roj kuch na kuch naya hota hi rehta hai chaliye mai apko apni yatra ke bare me kuch aur batata hu . Apko btana chahta hu ek bar mai apne ghar se ek bas se travel kar rha tha ki paas me maine dekha mere ek ladki baithi hui the vo mujhe bar bar dekh rhi thi shayed mere phone ko dekh rhi thi kyuki un dino mujhe shayari likhne ka bada shauk chadha tha aur paas hi hi me mere Bagal ki seet pe ek bhai shahab aur baithe the vo us ladki ko bade dhyan se dekh rhe the aisa karte huye. Aur mera sara dhyan apne kavitayen likhne me tha maine kuch bhi dhyan nhi diya
Fir ek padaw aaya hamari yatra me hamari bus ek hotel par ruki mai us bas se Utra mujhe bhut bhukh lagi thi mai ghar se kuch kha kar nhi aaya tha to maine socha ki kuch accha khate hai aur maine fir se bus ki khidki ki taraf dekha to vo ladki mujhe dhimi se smile karte huye dekh rhi thi maine jada dhyan nhi diya aur wapas ek lifafe me Chane leke bus me chadha to maine dekha vo ladki mere hi sit pe baithi thi maine bola excuse me. vo turant hi mujhe meri sit de di mujhe accha to nhi laga kyuki maine use pure raste sit na mlne ki udasi uske chehre pe saaf dikh rhi thi. Aur mere Bagal me jo bhai shahab the vo mujhse isare me kuch bolne hi wale hi the ki us ladki ne mujse bola ki ap phone me pure time kya kar rhe hai kab se ye sunke thodi der ke liye mai mujhe kuch samjh me hi nhi aaya ki kya bolu maine koi javaab nhi diya... Hamari yaatra agae badh hi rhi thi aur bas yatriyon se puri bhari huai thi maine dekha kisi bhai sahab ka bag meri sar se takra gya us ladki ne bola ki kahi apko chot to nhi lagi maine kha nhi mai thik hu. Mujhe accha Mehsus ho rha tha uski ye fikar bhari baatein sun ke. mujhe laga meri life ka aaj ka din mujhe hamesha yaad rahega last time jab mai bus se utaarne hi wala tha ki tabhi usne mujhse mera Number maaga maine kha number kyuu usne bola Number isliye ki.... aaj jo Yatra khatam ho rhi hai vo fir se suru ho sake.... mujhe laga usne aaisa kyuu bola mujhse maine kha chalo thik hai number le lo aur maine use apna phone de diya usne apna Number mere phone se dial kar ke chhod diya aur fir massage ki hum is yatra ko fir kabhi suru karnege.... Yahi hai mei Yatra Yhi hai meri khani...
#331
Current Rank
35,220
Points
Reader Points 220
Editor Points : 35,000
5 readers have supported this story
Ratings & Reviews 4.4 (5 Ratings)
Sudish.S.R
It's nice. Check out mine once, it's in the top ranked list, #21. "Second Love. Everything was dark until you came into my life."
Rajender verma
good
tripathipallavi193
Perfect story
Description in detail *
Thank you for taking the time to report this. Our team will review this and contact you if we need more information.
10Points
20Points
30Points
40Points
50Points