Tu tasveerein baant kar ab kaha bhaag kahaan hai,
Vo mard bann jo izzat baant raha hai.
Vo mard bann jo galati sweekar raha hai,
Bhul mat ke tu bhi kisi aurat ki kok se jnmaa hai,
Vo mard bann jo uss aurat ka naam uthaa rhaa hai,
Vo mard bann jo tera baap banke dikhaa rha hai
കൂടുതൽ വായിക്കുക...