You cannot edit this Postr after publishing. Are you sure you want to Publish?
Experience reading like never before
Sign in to continue reading.
Discover and read thousands of books from independent authors across India
Visit the bookstore"It was a wonderful experience interacting with you and appreciate the way you have planned and executed the whole publication process within the agreed timelines.”
Subrat SaurabhAuthor of Kuch Woh PalJindegi me hum bahot kuch bol na chahte hue bhi kabhi kabhi chup rehte hai ki kahi samne wale ko bura toh nehi lagega . Magar us waqt hum apne dil ki baat na bolkar us ke bura maan ne se toh bach jaate hai , magar jindegi bhar ye malal rehta hai agar bol deta shayed ye waqt kuch aur hota . Toh dil ki baatein bayan karni chahiye , kyun ke ye ankahi baatein baad me bada dard dete hain .
Sandip Kumar Nayak
Dosto har koi apne jindegi me sapne jarur dekhte hain .Aur kehte hain kuch sapne sach hote hai .Halaki doctors aur scientists ka kehna hai sapne yani dreams hamari hi sochhai , jo hame wo sab dikhatehai jo ham jagte hue nehi kar sakte .
Jaruri nehi ki hamesha sote hue hi sapna dekha jata hai ,kabhi kabhijagte hue ankho se bhi sapna dekha jata hai . Magar kehte hai aise sapne sach nehi hote .
Khair jo bhi ho harsapne me kuch kahani hota hai .kuch log toh kehte hai ki sapne yaad nehi rehte . Magar agar thodi kosish kare toh yaad aa jati hai .
Mujhehameshasapno me dilchaspirahihai .mai apne har sapne ko yaad karne ki kosish karta hu . Au raise hi kuch sapne mai aapke saath share karna chahta hu .
Bachpan me mere nana aur nani mujhe kahani sunaya karte the aur mujhe wo kahaniya bahat pasand thi .kyunke dosto kahaniya bhi kuch had tak sapne jaise hi hote hain.
Dosto mai sari ye puri book aise hi likhna chahta hu taki har koi is book kopadh sake.
Toh mai kosish karungaki mere sapnoki ye kahaniya aapko pasand aaye ….
Toh fir chaliye chalte hain ek aise safar per jahape hai
“ek jindegi aur kai kahaniyan “
The items in your Cart will be deleted, click ok to proceed.