Share this book with your friends

Ek Adhura Khwaab based on a true story

Author Name: Damanpreet Singh | Format: Paperback | Genre : Literature & Fiction | Other Details

“Ek Adhura Khwaab”

Sabhi ki zindgi me hota h ek adhura khwaab. Kisi ka pyar adhura, kisi ko paisa toh kisi ko na jaane kya.

Kinte hi logo ki kahani hai ye adhura khwaab. Mere jaise kitna chutta apno se sath.

Is kitab me apko pata lagega ki sach me ek khwaab kaise poora hote hote adhura reh jaata hai ki kaise jab aap sab kuch hasil kar chuke ho sab kuch acha chal raha ho zindagi me to ekdam se kaise sab kuch palat jata hai

Daman aur Gunn ki ye kahani. Unke adhure pyar or zindgi k naam.

Read More...
Paperback
Paperback 150

Inclusive of all taxes

Delivery

Item is available at

Enter pincode for exact delivery dates

Also Available On

Damanpreet Singh

Damanpreet singh yani mai ek simple sa school boy jise sirf school se ghar aur ghar se school hi nazar aata tha ek business background me pala bada mai zyada bolta bhi nahi tha kisi se dost ke naam par mano bas 2  jinse mai baat kiya karta  tha , thoda bada hua to akal aai thoda sa samajhdar bhi hua dost bane sangeet ka shauk hua to papa se keh dala ki mujhe guitar seekhna hai aur bas phir kya hi tha aaj tak mana to unhone kabhi kiya hi nahi mujhe kisi cheej ke liye to class start hone se pehle mera guitar mere pas tak aa gaya aur main pahuch gaya institute EXPLORE THE MUSIC ACADEMY apne sangeet career ki shuruwaat ke liye lekin kya hi pata tha mujhe ki wahan ek aise se mulakat ho jayegi jo sangeetkar se lekhak bana degi mujhe doston ye kahani hai daman aur guun ki ek aisi kahani jo sachi ghatna par aadharit hai ye book mere dil ke bahut hi kareeb hai kyoonki aaj mere breakup ko 1.5 saal ho chuka hai aur main tab bhi aage nahi badh paa raha hun yadon ko kalam ki madad se panno ke upar sametna chahata hun ye meri likhi hui pehli kitab hai jise mai aap logon ko padhwana chahata hun is kahani me apko pata lagega ki kaise ek ladka apni chalti hui khushal zindagi me sabh kuch khatam kar leta hai aur last me akela reh jaata hai aur bachta kya hai kaagaz ke kuch tukde woh uski yaaden aur tanhai.

 Aaiye leke chaltein hain aapko is kahani ke andar aur padhwaten hai ek adhuri daastan

Read More...

Achievements

+5 more
View All